Sajaunga Lutkar Bhi Lyrics - Shaan, Neeti Mohan (2022)

Sajaunga Lutkar Bhi Lyrics - Shaan, Neeti Mohan (2022)


 

Description:


Song: Sajaunga Lutkar Bhi
Singer: Shaan, Neeti Mohan
Lyrics: Kunaal Vermaa
Music: Dharan Kumar
Music Label: Saregama Music

Lyrics:


Sajaunga lut kar bhi

Haan haan

Lahu jigar ka dunga


Hey what


Sajaunga lut kar bhi

Tere badan ki daali ko

Lahu jigar ka dunga

Hansi labon ki laali ko


Hey, mehsoos yeh hota hai

Dil mein yun halchal si

Tujhe soch ke hoti hai


Hey, hey hey

Tu yaar bata khulke

Pyar hai kya mujhse

Keh de ab jo bhi hai


Tu ik pal jispar kar le teri nazar

Woh hosh mein na aaye

Haan tujhse kitne marte hai mujhpar

Kis kis ko chahein


Sajaunga lut kar bhi

Tere lahu jigar ka dunga

Hansi labon ki laali ko


Sajaunga lut kar bhi

Tere badan ki daali ko

Lahu jigar ka dunga

Hansi labon ki laali ko


Sajaunga lut kar bhi

Tere badan ki daali ko

Lahu jigar ka dunga

Hansi labon ki laali ko


Hey, tu zara

Hass ke zara jab dekhe

Hey, hai mera dil

Bas mein ab yeh tere


Sapne kayi dikhne lage

Sar meri nazron ke jhukne lage

Aati hai sharam, aaine se hum

Dheere dheere bachne lage


Khushbu se chandan teri bane

Teri dhadhkan se resham bane

Aaja mere sang zindagi teri

Har khushi teri

Mera to bas tu hai hai


Kisi ne chaaha na ho kisi ko

Tujhe yun chahungi

Awaaz dega khyalon mein bhi

Chali main aaungi


Sajaunga lut kar bhi

Tere badan ki daali ko

Lahu jigar ka dunga

Hansi labon ki laali ko


Sajaunga lut kar bhi

Tere badan ki daali ko

Lahu jigar ka dunga

Hansi labon ki laali ko


Chura liya

Hai wafa kya

Iss jahan ko

Ek din dikhla

Dunga main deewana

Sajaungaa


Pyaar Mein Tere Lyrics - Shaan (2022)

Pyaar Mein Tere Lyrics - Shaan (2022)


 

Description:


Song: Pyaar Mein Tere
Singer: Shaan
Lyrics: Anjaan Sagri
Music: Nazakat Shujat
Music Label: Zee Music Company

Lyrics:


Zindagi ko nayi zindagi mil gayi
Mujhe tum kya mile
Har khusi mil gayi

Pyaar mein tere aisa kiya
Jitna jiya bas tujhko jiya
Pyaar mein tere aisa kiya
Jitna jiya bas tujhko jiya

Tu hai meri har duaa
Tune khusiyan ki aata
Tu hai meri har duaa
Tune khusiyan ki aata

Yeh meri zindagi
Ab tera ishq hai

Pyaar mein tere aisa kiya
Jitna jiya bas tujhko jiya
Pyaar mein tere aisa kiya
Jitna jiya bas tujhko jiya

Tu hi to yaara mera naseeb hai
Sabse hi jyada tu mere kareeb hai
Tu hi to yaara mera naseeb hai
Sabse hi jyada tu mere kareeb hai

Saanson ka meri ab tu hi zikr hai
Har pal mujhko yaara teri fikar hai

Tu hai meri har duaa
Tune khusiyan ki aata
Yeh meri zindagi
Ab tera ishq hai

Pyaar mein tere aisa kiya
Jitna jiya bas tujhko jiya

Chahat se teri
Sawara hai khudko
Tere jahan mein
Utara hai khudko

Chahat se teri
Sawara hai khudko
Tere jahan mein
Utara hai khudko

Tujhpe hi to hai
Thehri yeh meri nazar
Hai tere ishq ka
Mujhpe gehra asar

Tu hai meri har duaa
Tune khusiyan ki aata
Yeh meri zindagi
Ab tera ishq hai

Pyaar mein tere aisa kiya
Jitna jiya bas tujhko jiya
Pyaar mein tere aisa kiya
Jitna jiya bas tujhko jiya

Aa Bhi Jaa Lyrics - Shaan, Jyotica Tangri (2022)

Aa Bhi Jaa Lyrics - Shaan, Jyotica Tangri (2022)


 

Description:


Song: Aa Bhi Jaa
Singer: Shaan, Jyotica Tangri
Lyrics: Rajesh Manthan
Music: Gourov Dasgupta, Shaan
Music Label: Hitz Fresh

Lyrics:


Jeena bin tere

Namumkin sa hua

Sochun bas tujhko

Main chahun bepanah


Kaisa hai dilon ka

Yeh silsila

Tera mera milna

Kya khwab tha


Aa bhi jaa

Zindagi bewajah hai

Aa bhi jaa

Mere dil ke khuda


Aa bhi jaa

Muntashir yeh sama hai

Khwabon se chal ke

Aa bhi jaa


Kya karun dil ki bayan

Dil to mazboor hai

Bin tere jaati hai jaan

Dhadkan bhi door hai


Pyar mein socha na tha

Yun honge hum juda

Ab mera kya haal hai

Jaane mera khuda


Rahe teri yaadein

Mujhme sada

Sochun teri baatein

Main har dafa


Aa bhi jaa

Zindagi bewajah hai

Aa bhi jaa

Mere dil ke khuda


Aa bhi jaa

Muntashir yeh sama hai

Khwabon se chal ke

Aa bhi jaa


Dhoondhein tujhe aankhein

Tujhse saansein de sada

Shab bhar teri khushboo

Tere chehre se subah


Kaisi yeh kashish hai

Beintaha, beintaha

Tera mera milna

Kya khwab tha


Aa bhi jaa

Zindagi bewajah hai

Aa bhi jaa

Mere dil ke khuda


Aa bhi jaa

Muntashir yeh sama hai

Khwabon se chal ke

Aa bhi jaa

Khwabon se chal ke

Aa bhi jaa

Pyaar Kar Lyrics - Udit Narayan, Shaan, Kavita Krishnamurthy - Humraaz (2002)

Pyaar Kar Lyrics - Udit Narayan, Shaan, Kavita Krishnamurthy - Humraaz (2002)


 

Description:


Song: Pyaar Kar
Movie: Humraaz
Singer: Udit Narayan, Shaan, Kavita Krishnamurthy
Lyrics: Sudhakar Sharma
Music: Himesh Reshammiya
Music Label: Ishtar Music

Lyrics:


Pyaar kar ikraar kar

Izhaar kar inkaar kar

Chaahe jo bhi de saza


Tujhe apna dil

Dene ka hai maza


Pyaar kar ikraar kar

Izhaar kar inkaar kar

Chaahe jo bhi de saza


Tujhe apna dil

Dene ka hai maza

Ho tujhe apna dil

Dene ka hai maza

 

Pyaar kar ikraar kar

Izhaar kar inkaar kar

Chaahe jo bhi de saza


Tujhe apna dil

Dene ka hai maza

Ho tujhe apna dil

Dene ka hai maza


Jab koi lagta hai

Dil-o-jaan se pyaara

Uska nazarein churana

Nahi hota hai gawara

 

Majboor karta hai pyaar

Yeh dil ka sauda hai yaar

Majboor karta hai pyaar

Yeh dil ka sauda hai yaar


Yeh dil ka khel

Ajeeb hai yaar

Jeet mein bhi kabhi

Hoti hai haar


Jeet ho ya haar ho

Aar ho ya paar ho

Chaahe jo bhi ho saza


Tujhe apna dil

Dene ka hai maza

Ho tujhe apna dil

Dene ka hai maza


Aitbaar hua hai

Mujhe pyaar hua hai

Koyi lage apna sa

Pehli baar hua hai


Paana hai ab to usse

Chaha hai dil ne jisse

Paana hai ab to usse

Chaha hai dil ne jisse


Paayega kaun

Khoyega kaun

Kiska naseeb kya

Jaanega kaun


Jo bhi ho naseeb mein

Mehboob ho kareeb mein

Chaahe jo ho rab ki raza


Tujhe apna dil

Dene ka hai maza

Ho tujhe apna dil

Dene ka hai maza


Pyaar kar ikraar kar

Izhaar kar inkaar kar

Chaahe jo bhi de saja


Tujhe apna dil

Dene ka hai maza

Tujhe apna dil

Dene ka hai maza