Sanam Mere Humraaz Lyrics - Kumar Sanu, Alka Yagnik - Humraaz (2002)

Sanam Mere Humraaz Lyrics - Kumar Sanu, Alka Yagnik - Humraaz (2002)


 

Description:


Song: Sanam Mere Humraaz
Movie: Humraaz
Singer: Kumar Sanu, Alka Yagnik
Lyrics: Sudhakar Sharma
Music: Himesh Reshammiya
Music Label: Ishtar Music

Lyrics:


Tum ho tum ho tumhi ho

Sanam mere humraaz

Humraaz

Sanam mere humraaz

Humraaz


Bhool na jaana door na jaana

Oh jaan-e-jana pyar nibhana

Bhool na jaana door na jaana

Oh jaan-e-jaana pyar nibhana

 

Tum ho tum ho tumhi ho

Tum ho tum ho tumhi ho

Sanam mere humraaz

Humraaz

Sanam mere humraaz

Humraaz


Bhool na jaana door na jaana

Oh jaan-e-jaana pyar nibhana


Tum ho tum ho tumhi ho

Sanam mere humraaz

Humraaz

Sanam mere humraaz

Humraaz


Tu hi aarzo hai

Tu hi justajoo

Tu hai junoon


Dil ki gali yeh bada tadpaati hai

Ehd-e-wafa mein daga de jaati hai

Ho dil ki gali yeh bada tadpaati hai

Ehd-e-wafa mein daga de jaati hai


Daga nahi dena saza nahin dena

Sahil pe laake dooba nahin dena


Tum ho tum ho tumhi ho

Sanam mere humraaz

Humraaz

Sanam mere humraaz

Humraaz


Hai kacche dhaage se nazuk mohabbat

Yeh toot jaaye na karna hifazat

Hai kacche dhaage se nazuk mohabbat

Yeh toot jaaye na karna hifazat


Do raahe pe laake chhod nahi dena

Wada yeh wafa ka tod nahi dena


Tum ho tum ho tumhi ho

Sanam mere humraaz

Humraaz

Sanam mere humraaz

Humraaz


Bhool na jaana door na jaana

Oh jaan-e-jaana pyar nibhana


Tum ho tum ho tumhi ho

Sanam mere humraaz

Humraaz

Sanam mere humraaz

Humraaz


Sanam mere humraaz

Sanam mere humraaz

Tune Zindagi Mein Aake (Female) Lyrics - Alka Yagnik - Humraaz (2002)

Tune Zindagi Mein Aake (Female) Lyrics - Alka Yagnik - Humraaz (2002)


 

Description:


Song: Tune Zindagi Mein Aake (Female)
Movie: Humraaz
Singer: Alka Yagnik
Lyrics: Sudhakar Sharma
Music: Himesh Reshammiya
Music Label: Ishtar Music

Lyrics:


Tune zindagi mein aake

Tune zindagi mein aake zindagi ho

Zindagi badal di


Tune pyar yun nibhake zindagi ho

Zindagi badal di


Tune zindagi mein aake zindagi ho

Zindagi badal di

Zindagi badal di


Ishq mein tere hum kya se kya ho gaye

Bhul kar yeh jahan bas tumhare ho gaye

Tere bin ae sanam hai adhure se hum

Mil gaye tum hume khwab poore ho gaye


Tune faasle mita ke

Tune faasle mita ke zindagi ho

Zindagi badal di


Tune zindagi mein aake zindagi ho

Zindagi badal di

Zindagi badal di


Aisi deewangi humne dekhi nahi

Jaan-e-jaan soch kar humko lagta hai darr

Yeh to ek daur hai sach to kuch aur hai

Kal jo aanewala hai uski kisko khabar


Iss mod pe yun laake

Iss mod pe yun laake zindagi ho

Zindagi badal di


Tune zindagi mein aake zindagi ho

Zindagi badal di

Zindagi badal di

Zindagi badal di

Zindagi badal di

Dil Ne Kar Liya Aitbaar Lyrics - Udit Narayan, Alka Yagnik - Humraaz (2002)

Dil Ne Kar Liya Aitbaar Lyrics - Udit Narayan, Alka Yagnik - Humraaz (2002)



Description:


Song: Dil Ne Kar Liya Aitbaar
Movie: Humraaz
Singer: Udit Narayan, Alka Yagnik
Lyrics: Sudhakar Sharma
Music: Himesh Reshammiya
Music Label: Ishtar Music

Lyrics:


Dil ne kar liya aitbaar

Humko ho gaya tum se pyar


Jab se mile ho mujhe oh jaan-e-jaana

Tab se hai jaana kya hai dil ka lagana

Jab se mile ho mujhe oh jaan-e-jaana

Tab se hai jaana kya hai dil ka lagana


Yeh adayein teri kar gayi mujhe deewana


Dil ne kar liya aitbaar

Humko ho gaya tum se pyar

Dil ne kar liya aitbaar

Humko ho gaya tum se pyar


Jab se mile ho mujhe oh jaan-e-jaana

Tab se hai jaana kya hai dil ka lagana


Yeh adayein teri kar gayi mujhe deewana


Dil ne kar liya aitbaar

Hum ko ho gaya tum se pyar

Dil ne kar liya aitbaar

Hum ko ho gaya tum se pyar


Jab se mile ho mujhe oh jaan-e-jaana

Tab se hai jaana kya hai dil ka lagana


Yeh nigahein teri kar gayi mujhe deewana


Dil ne kar liya aitbaar

Hum ko ho gaya tum se pyar


Mauka dil ne diya hi nahi

Pyar hua kab pata nahi

Banke mukaddar tum aaye

Kahin nazar na lag jaaye


Jab se mile ho mujhe oh jaan-e-jaana

Tab se hai jaana kya hai dil ka lagana


Yeh nigahein teri kar gayi mujhe deewana


Dil ne kar liya aitbaar

Hum ko ho gaya tum se pyar

Dil ne kar liya aitbaar

Hum ko ho gaya tum se pyar


Le ja dil pardesi

Le ja dil pardesi


Chain ho tum aaraam ho tum

Iss dil ka armaan ho tum

Meri subah shaam ho tum

Jaan meri pehchaan ho tum


Jab se mile ho mujhe oh jaan-e-jaana

Tab se hai jaana kya hai dil ka lagana


Yeh adayein teri kar gayi mujhe deewana


Dil ne kar liya aitbaar

Hum ko ho gaya tum se pyar

Dil ne kar liya aitbaar

Hum ko ho gaya tum se pyar


Jab se mile ho mujhe oh jaan-e-jaana

Tab se hai jaana kya hai dil ka lagana


Yeh nigahein teri kar gayi mujhe deewana


Dil ne kar liya aitbaar

Hum ko ho gaya tum se pyar

Dil ne kar liya aitbaar

Hum ko ho gaya tum se pyar