Tere Bina Lyrics - Saaj Bhatt (2022)

Tere Bina Lyrics - Saaj Bhatt (2022)


 

Description:


Song: Tere Bina
Singer: Saaj Bhatt
Lyrics: Sunil Sirvaiya
Music: Gourov Dasgupta
Music Label: Hitz Music

Lyrics:


Bewaja zindagi hai meri

Tere bina

Hai khud se milon doori

Tere bina


Bheed mein bhi hoon tanha tanha

Tere bina

Marta hoon main lamha lamha

Tere bina


Tere bina jeena bhi kya yahan

Tere bina jaaun to main kahan

Tere bina jeena bhi kya yahan

Tere bina tere bina


Kehne ko to zinda hoon main

Lekin yeh sach to nahi

Dil ko teri zaroorat hai

Dhadkanon ki nahi


Dekh le kis tarah

Akela jee raha hoon yahan

Dard ke dhaagon se

Zakhmon ko see raha hoon yahan


Tere bina jeena bhi kya yahan

Tere bina jaaun to main kahan

Tere bina jeena bhi kya yahan

Tere bina tere bina


Bewaja zindagi hai meri

Tere bina

Hai khud se milon doori

Tere bina


Bheed mein bhi hoon tanha tanha

Tere bina

Marta hoon main lamha lamha

Tere bina


Tere bina jeena bhi kya yahan

Tere bina jaaun to main kahan

Tere bina jeena bhi kya yahan

Tere bina tere bina


Pyaari Teri Yaari Lyrics - Saaj Bhatt (2022)

Pyaari Teri Yaari Lyrics - Saaj Bhatt (2022)


 

Description:


Song: Pyaari Teri Yaari
Singer: Saaj Bhatt
Lyrics: Amjad Nadeem
Music: Amjad Nadeem Aamir
Music Label: Voila! Digi

Lyrics:


Aaj mein humein jeena hai

Ho kal ki kyun fikar

Haan zindagi jo mili humko

Jiyo hoke befikar


Chaaro dishaon mein

Yaaron ki panahon mein

Chaaro dishaon mein

Yaaron ki panahon mein

Chalne ki taiyari


Jaan se bhi pyaari teri yaari

Teri yaari yaariyan

Jaan se bhi pyaari teri yaari

Teri yaari yaariyan

Jaan se bhi pyaari teri yaari

Teri yaari yaariyan


Manzil se khoobsurat

Lagte hain raaste


Manzil se khoobsurat

Lagte hain raaste

Safar yeh khatm na ho

Inse hi rahein raabte


Aao inn pahadon se

Neele aasmaano pe

Aao in pahadon se

Neele aasmaano pe

Ho udne ki taiyari


Jaan se bhi pyaari teri yaari

Teri yaari yaariyan

Jaan se bhi pyaari teri yaari

Teri yaari yaariyan

Jaan se bhi pyaari teri yaari

Teri yaari yaariyan


Aaj mein humein jeena hai

Ho kal ki kyun fikar

Haan zindagi jo mili humko

Jiyo hoke befikar


Charon dishaon mein

Yaaron ki panahon mein

Charon dishaon mein

Yaaron ki panahon mein

Chalne ki taiyari


Jaan se bhi pyaari teri yaari

Teri yaari yaariyan

Jaan se bhi pyaari teri yaari

Teri yaari yaariyan

Jaan se bhi pyaari teri yaari

Teri yaari yaariyan


Chaap Tilak Lyrics - Nikhita Gandhi, Saaj Bhatt (2022)

Chaap Tilak Lyrics - Nikhita Gandhi, Saaj Bhatt (2022)


 

Description:


Song: Chaap Tilak
Singer: Nikhita Gandhi, Saaj Bhatt
Lyrics: Rukhsar Bandhukia
Music: Mann Taneja
Music Label: VoilĂ ! Digi

Lyrics:


Chaap tilak sab cheeni re

Mose naina milaike


Is it me or is it you

I don’t know

My eyes just always

Look for you

Is it with you too


Tu hi hai bas tu hi hai

Jaan-e-mann teri baaton mein

Hai sukoon shayad keh sakun

 

Bhoolun na boolun na

Unn yaad ko jeene de

Aankhon ki teri masti mein

Kho jaane de


Chaap tilak sab cheeni re

Mose naina milaike haan

Matvaari kardi ni re

Mose naina milaike


I found a way for us two

With you all the way

Tell us true


Gori gori baiyan hari hari chudiyan

Oh gori gori baiyan ve hari hari chudiyan

Gori gori baiyan hari hari chudiyan


Baiyan pakad har li ni re

Mose naina milaike


Chaap tilak sab cheeni re

Mose naina milaike haan

Matvaari kardi ni re

Mose naina milaike


Naina milaike

Naina milaike

Naina milaike


Naina milaike

Naina milaike

Naina milaike


Naina

Alvida Lyrics - Saaj Bhatt - Forensic (2022)

Alvida Lyrics - Saaj Bhatt - Forensic (2022)


 

Description:


Song: Alvida
Movie: Forensic
Singer: Saaj Bhatt
Lyrics: Shabbir Ahmed
Music: Shabbir Ahmed
Music Label: SRE Music

Lyrics:


Milke bhi hum mil na sake

Kya thi kami kyun door ho gaye

Dekhe the jo humne woh khwab

Yun iss tarah kyun choor ho gaye


Palkein hain bheegi

Samajh na aaye kya hua


Alvida alvida alvida

Kyun keh diya

Alvida alvida alvida

Kyun keh diya


Maana ki tujhko hai shikayat

Galtiyan hongi meri shayad

Laut ke aaja maaf karde

Zid chhod de

 

Alvida alvida alvida

Kyun keh diya

Alvida alvida alvida

Kyun keh diya


Adhura har lamha mera

Dard ko tere seh raha hai

Tujhe kya ehsaas bhi hai

Bin tere kaise jee raha hai


Har ek kadam har ek pal

Kami teri mujhe khale

Na jaane yeh tere mere

Alag hue kyun raaste


Maana ki tujhko hai shikayat

Galtiyan hongi meri shayad

Laut ke aaja maaf karde

Zid chhod de


Alvida alvida alvida

Kyun keh diya

Alvida alvida alvida

Kyun keh diya

Halki Si Barsaat Lyrics - Saaj Bhatt (2022)

Halki Si Barsaat Lyrics - Saaj Bhatt (2022)



Description:


Song: Halki Si Barsaat
Singer: Saaj Bhatt
Lyrics: Sanjeev Chaturvedi
Music: Sanjeev-Ajay
Music Label: Desi Music Factory

Lyrics:


Tumne humse wada kiya tha

Aayega jo sawan to aaoge

Tumne humse wada kiya tha

Aayega jo sawan to aaoge


Aaja mere mahi

Teri yaad aa gayi


Halki halki si

Barsaat aa gayi

Halki halki si

Barsaat aa gayi


Oh mahi teri yaad

Behisaab aa gayi


Halki halki si

Barsaat aa gayi


Padh le aake meri aankhein

Tera intezaar hai

Tere jhoote waade pe bhi

Mujhe aitbaar hai


Padh le aake meri aankhein

Tera intezaar hai

Tere jhoote waade pe bhi

Mujhe aitbaar hai


Aaja mere mahi

Teri yaad aa gayi


Halki halki si

Barsaat aa gayi

Halki halki si

Barsaat aa gayi


Oh mahi teri yaad

Behisaab aa gayi


Halki halki si

Barsaat aa gayi


Barsaat


Bheega bheega alam sara

Sukhe se hain khwab mere

Tujhe bulayein aankhein meri

Aaja oh humraaz mere


Bheega bheega alam sara

Sukhe se hain khwab mere

Tujhe bulayein aankhein meri

Aaja oh humraaz mere


Aaja mere mahi

Teri yaad aa gayi


Halki halki si

Barsaat aa gayi

Halki halki si

Barsaat aa gayi


Oh mahi teri yaad

Behisaab aa gayi


Halki halki si

Barsaat aa gayi


Oh mahiya aaja ve

Oh mahiya aaja ve

Teri Mohabbat Lyrics - Antara Mitra, Saaj Bhatt (2022)

Teri Mohabbat Lyrics - Antara Mitra, Saaj Bhatt (2022)



Description:


Song: Teri Mohabbat
Singer: Antara Mitra, Saaj Bhatt
Lyrics: Amjad Nadeem
Music: Amjad Nadeem Aamir
Music Label: VoilĂ ! Digi

Lyrics:


Teri mohabbat mein

Mujhe jeena aa gaya

Teri aashiqui mein

Mujhe jeena aa gaya


Na kisi ki hai hasrat

Na kisi ki zarurat

Bin tere hal kya

Ab mera ho gaya

 

Dil na yeh mangata

Dil na woh mangata

Dil mera ek jhalak

Bas yaar ki hai mangata


Dil na yeh mangata

Dil na woh mangata

Dil mera ek jhalak

Bas yaar ki hai mangata


Ijazat nahi kisi aur ko

Mere dil mein rehne ki

Zarurat nahi tumhe

Kisi aur ko dil dene ki


Ijazat nahi kisi aur ko

Mere dil mein rehne ki

Zarurat nahi tumhe

Kisi aur ko dil dene ki


Ki palkon tale

Bas tu rahe

Ki khwabon mein mere

Bas tu rahe


Bin tere haal kya

Ab mera ho gaya


Dil na yeh mangata

Dil na woh mangata

Dil mera ek jhalak

Bas yaar ki hai mangata


Dil na yeh mangata

Dil na woh mangata

Dil mera ek jhalak

Bas yaar ki hai mangata