Ishq Ho Jaane De Lyrics - Tushar Joshi - Janhit Mein Jaari (2022)

Ishq Ho Jaane De Lyrics - Tushar Joshi - Janhit Mein Jaari (2022)


 

Description:


Song: Ishq Ho Jaane De
Movie: Janhit Mein Jaari
Singer: Tushar Joshi
Lyrics: Rohit Sharma
Music: Sadhu S. Tiwari
Music Label: Hitz Music

Lyrics:


Mithda nasha ae naina da tere

Naina nu chadh jaan de

Fikraan jahan diyan

Sab bewajah diyan

Chhad yaar chhad jaan de


Mithda nasha ae naina da tere

Naina nu chadh jaan de

Fikraan jahan diyan

Sab bewajah diyan

Chhad yaar chhad jaan de

 

Ishq ho jaan de, ho jaan de

Ishq ho jaan de, ho jaan de


Nahiyo dil nu sukoon milda

Maahi tu jo nahi disda

Fikke lagde ne rang saare

Rang tera jo nai khulda


Rehna ve mere maahiya

Main tere kol ve

Dil waale boohe maahiya

Ve ajj khol ve

 

Majnu jeha mainu

Raanjhe jeha mainu

Kehnde ne sab jaan de


Fikraan jahaan diyaan

Sab bewajah diyaan

Chadd yaar chadd jaan de


Ishq ho jaan de, ho jaan de

Ishq ho jaan de, ho jaan de


Saada chann vi nai chad’da

Jo tu chhat te nai milda

Na hi chamkan haye taare

Jadon tak tu nai hasda


Kehna jo hai main kehan de

Na ajj rok ve

Dilaan wali gall suni ja

Na ajj tok ve


Shaidai jeha mainu

Kamla jeha mainu

Ajj haye hoyi jaan de


Fikraan jahan diyan

Sab bewajah diyan

Chadd yaar chadd jaan de


Ishq ho jaan de, ho jaan de

Ishq ho jaan de, ho jaan de

Chali Re Bazaar Lyrics - Asees Kaur - Janhit Mein Jaari (2022)

Chali Re Bazaar Lyrics - Asees Kaur - Janhit Mein Jaari (2022)



Description:


Song: Chali Re Bazaar
Movie: Janhit Mein Jaari
Singer: Asees Kaur
Lyrics: Niket Pandey, Sadhu S. Tiwari
Music: Gulraj Singh
Music Label: Hitz Music

Lyrics:


Saiyaan ji ki jeb se

Mile hain 100 rupaiya

Haat loon khareed saara

Haat loon khareed saara


Kharchun main daiya


Chali chali re bazaar karne

Chali chali main bazaar karne


Saiyaan ji ki jeb se

Mile hain 100 rupaiya

Haat loon khareed saara

Kharchun main daiya

 

Chali chali re bazaar karne

Chali chali re bazaar karne


Saasu ko payal jithaniya ko bichhiya

Haan saasu ko payal jithaniya ko bichhiya

Pyaari nanadiya ko leke aaun bindiya


Debara ko sang leke

Debara ko sang leke jaun main gujariya

Haat loon khareed saara

Kharchun main daiya

 

Chali chali re bazaar karne

Chali chali main bazaar karne


Saiyaan ji ki jeb se

Mile hain 100 rupaiya

Haat loon khareed saara

Kharchun main daiya


Chali chali re bazaar karne

Chali chali main bazaar karne


Gharo girahasti ki bhari gathariya

Haan gharo girahasti ki bhari gathariya

Munh phaade sursa sa menhgai daiya


Laagi na jaane

Laagi na jaane kiski kaali nazariya

Naiya majdhar siya

Ram hai khiwaiya


Kaise jaun main bazaar karne

Kaise jaun main bazaar karne


Saiyaan ji ki jeb se

Mile hain 100 rupaiya

Haat loon khareed saara

Kharchun main daiya


Chali chali re bazaar karne

Chali chali main bazaar karne

 

Bijali ka bill doon ya doon main kiraya

Haan bijali ka bill doon ya doon main kiraya

Leke takada pansaari ghar aaya


Aankhon ki ataari

Aankhon ki ataari se jee ne nindiya utaari

Kiski huyi hai jaane kitni udhaari


Chali chali main hisaab karne

Chali chali main hisaab karne


Saiyaan ji ki jeb se

Mile hain 100 rupaiya

Haat loon khareed saara

Kharchun main daiya


Chali chali re bazaar karne

Chali chali main bazaar karne

Janhit Mein Jaari (Title Track) Lyrics - Raftaar, Nakash Aziz - Janhit Mein Jaari (2022)

Janhit Mein Jaari (Title Track) Lyrics - Raftaar, Nakash Aziz - Janhit Mein Jaari (2022)


 

Description:


Song: Janhit Mein Jaari (Title Track)
Movie: Janhit Mein Jaari
Singer: Raftaar, Nakash Aziz
Lyrics: Raaj Shaandilyaa
Music: Prini Siddhant Madhav
Music Label: Hitz Music

Lyrics:


Aye oh


All the ladies out there

This ones for you you

For all my womaniya


He janme sab she se

Janmi duniya yeh saari hai

Ab na chalegi laundon ne jo

Ki hoshiyari hai

 

Agdam bagdam bahut hua

Kar li naari ne tyaari hai

Ise halke mein lene walon sun lo


Suno suno suno suno suno suno

Sab pe ek womaniya bhari hai


Yeh suchna janhit mein jaari hai

Arre bhari hai

Yeh suchna janhit mein jaari hai

Sab pe bhari hai

 

Yeh suchna janhit mein jaari hai

Arre ek womaniya

Yeh suchna janhit mein

Sab pe ek womaniya bhari hai


Arre ek womaniya

Bhari hai


Sabra ab bahut ho gaya

Kitno ka aapa kho gaya

Jo bhi ho gaya ho gaya

Ab na zulm hum hone denge


Ek naya desh banega

Swach parivesh banega

Apni mata behno ki

Izzat ab na khone denge


Srijan hua naari se sabka

Roop bada vikraal hai iska

Kaali durga saraswati

Sab naari hai kare dhyan tu jiska

 

Naari shabd bada uttam hai

Naari pratishtha sarvottam hai

Phir kyun kaalik laga raha hai

Naari ko kyun sata raha hai


Jis ghar mein naari na pujte

Uss ghar mein danav hai rehte

Purushon mein sarvottam woh hai

Maryada purushottam jo hai


Behnon se rakhi hai maa se hai chhaya

Biwi se hai ghar aur beti se maya

Inse hi to tu hai wajood mein aaya

Bas itti si baat tu hi samajh na paya


Kaaran janam ka naari hai

Kahin ant ka na ho ghabrata hoon

Phir se kahi hui baat mein sun lo

Ek dafe dohrata hoon


He janme sab she se

Janmi duniya yeh saari hai

Bilkul na chalegi laundon ne jo

Ki hoshiyari hai


Arre agdam bagdam bahut hua

Kar li naari ne tyaari hai

Halke mein lene walon sun lo


Suno suno suno suno suno suno

Sab pe ek womaniya bhari hai


Yeh suchna janhit mein jaari hai

Arre bhari hai

Yeh suchna janhit mein jaari hai

Sab pe bhari hai


Yeh suchna janhit mein jaari hai

Arre ek womaniya

Yeh suchna janhit mein

Sab pe ek womaniya bhari hai


Arre ek womaniya

Bhari hai bhari hai bhari hai