Khaalipan Lyrics -  Abhay Jodhpurkar, Meenal Jain - Dr. Arora (2022)

Khaalipan Lyrics - Abhay Jodhpurkar, Meenal Jain - Dr. Arora (2022)


 

Description:


Song: Khaalipan
Web Series: Dr. Arora
Singer:  Abhay Jodhpurkar, Meenal Jain
Lyrics: Irshad Kamil
Music: Niladri Kumaar
Music Label: Sony Music India

Lyrics:


Tera milna hai mera jalna

Beete kal mein yaadon ka dhuaan lage

Dari si rahun main bhari si rahun

Mere dil mein waadon ka dhuaan lage


Tumko bhoolna chahta hoon magar

Tumko bhoolne ka nahi hai jigar

Khaalipan se bhara mera saara shehar

Khaalipan ab tere baad hai humsafar


Meri raahon pe teri yaadon ka ghar

Jaata hi nahi dil se tera asar

Khaalipan se bhara mera saara shehar

Khaalipan ab tere baad hai humsafar


Beete baaton ka jharna hai

Sunepan se jisne dil bharna hai

Beete baaton ka jharna hai

Sunepan se jisne dil bharna hai


Yaadon ki yeh ibaadat

Khabo jaisi ho hakeekat

Jaane kaise kho gayi

Jo teri thi mohabbat


Khaalipan se bhara mera saara shehar

Khaalipan ab tere baad hai humsafar


Tumko bhoolna chahta hoon magar

Tumko bhool ke jaunga main kidhar

Khaalipan ab tere baad hai har dagar

Khaalipan ab tere baad hai humsafar


Khaalipan se bhara mera saara shehar

Khaalipan ab tere baad hai humsafar


Bewafa Mashooqa Lyrics - Ravi Mishra - Dr. Arora (2022)

Bewafa Mashooqa Lyrics - Ravi Mishra - Dr. Arora (2022)


 

Description:


Song: Bewafa Mashooqa
Web Series: Dr. Arora
Singer: Ravi Mishra
Lyrics: Irshad Kamil
Music: Sunny M.R.
Music Label: Sony Music India

Lyrics:


Tu kahan le jaye jaan hi na paye

Mod aise aaye gori tere aage peechhe

Tu kahan le jaye jaan hi na paye

Mod aise aaye gori tere aage peechhe


Zindagani bewafa

Mashooq tu kehlayi

Manzilon ko tu chhupa le

Raah mein bhatkaye


Maine bhi tujhe sataya hai bada

Tune bhi mujhe banaya hai bada

Bewafa mashooqa tu kabhi na

Kaboo mein kisi ke aaye


Tu kahan le jaye jaan hi na paye

Mod aise aaye gori tere aage peechhe

Tu kahan le jaye jaan hi na paye

Mod aise aaye gori tere aage peechhe


Tere tevar teekhe teekhe

Koi nakhra tumse seekhe

Dhoka deke hassti hai tu

Jeene wala chaahe cheekhe


Jhooth tere waade

Arzoo mita de

Dil mein jo lagi ho

Woh aag hi bujha de


Saari zindagani bewafa

Mashooq tu kehlayi

Raaston ko raaston se

Khoob tu uljhaye


Maine bhi tujhe jalaya hai bada

Tune bhi mujhe bujhaya hai bada

Bewafa mashooqa tu kabhi na

Kaboo mein kisi ke aaye


Tu kahan le jaye jaan hi na paye

Mod aise aaye gori tere aage peechhe

Tu kahan le jaye jaan hi na paye

Mod aise aaye gori tere aage peechhe


Ishq Ishq Lyrics - Shloke Lal, Sunny M.R. - Dr. Arora (2022)

Ishq Ishq Lyrics - Shloke Lal, Sunny M.R. - Dr. Arora (2022)


 

Description:


Song: Ishq Ishq
Web Series: Dr. Arora
Singer: Shloke Lal, Sunny M.R.
Lyrics: Irshad Kamil
Music: Sunny M.R.
Music Label: Sony Music India

Lyrics:


Ishq ishq karta hoon
Main raat ko
Neend mein bhi dhundun main
Tere haath ko

Jaane tu yaara mere
Jazbaat ko

Cheer ke dil tu
Dekh le mera
Cheer ke dil tu
Dekh le mera

Aazma aazma
Aazmale ishqa mera

Ishq ishq karta hoon
Main raat ko
Neend mein bhi dhundun main
Tere haath ko

Jaane tu yaara mere
Jazbaat ko

Choro chori chumti hai
Tujhko nazar
Logo ko bhi ho rahi hai
Shayad khabar ke

Tune chain chhena mera
Teri dhadkane seena mera
Aaazmale ishqa mera

Jaan bhi luta lunga
Main shauk se
Do ghadi jo bahon mein
Tu jo aa base

Jalta hoon gairon se
Jab tu hasse

Cheer ke dil tu
Dekh le mera
Cheer ke dil tu
Dekh le mera

Aaazma aazma
Aaazmale ishqa mera

Ishq ishq karta hoon
Main raat ko
Neend mein bhi dhundun main
Tere haath ko

Jaane tu yaara mere
Jazbaat ko